Saturday, October 2, 2010

1 Anokhi Dua...

Aapko khushian itni milain jitni Musharraf ko galiyan,
Aapki zindagi se gham aise khatam hon jese PTV se haya,
Aap ko GEO jaisa sabar milay,
Shohrat itni milay jitni “BB” ko mili
Health aisi mile jaisay SANGEETA ko
OR
Aapke din aise phirain jaisay zardari k

Aik Zardari Ko Dekha...

1 Zardari ko dekha to aisa laga
Jese khana kharab,
Jese total azaab,
Jesey Aadi faqeer,
Jesay murda zameer,
Jese Naasoor ho koii sartaa howaa,
Ek zardari ko dekha to aisa laga,
Jese bijli ka taar
Jese khanjar ki dhaar,
Jesey dozakh ki aag,
Jesey zehrila naag,
Jese garmi ki dhoop
Jese shetan ka roop.

Hello, How R u...

----@"""""@---- -----( '-' )----- --(#)HELLO(#)-- -----(#) (#)-----
----@"""""@---- -----( '-' )----- (#)HOW R U?(#) -----(#) (#)-----

Mujh se bhi ziada...

Mujh se bhi ziada agar koi tumhe chahe to
Mere hatho se apna hath chura lena
Mere sajdo se apna sar utha lena
tor dena pyar ki zanjere
meta lina apne hatho se lakirain
Mera aankho se apna khawab
Khawabon se meri tasweer mita lena
MAGAR
Shart yeh hai mujh se bhi ziada agar koi chahe to...

Mobile Nikaal...

Kia bataen tujhe mere dost apna yeh haal..
Ja rahe thay yadon ko dil may liye sambhal
K achanak ak ajnabi ne rok k kaha
Chal beta mobile Nikaal...

Every Sunrise...

"Every Sunset"
reduce 1 Day of Life!
But
"Every Sunrise"
give 1 more day to
Hope
So Hope for the best

Rab Har Nazar-e-Bad...

RAB har Nazar-e-Bad se bachaye Aapko
Chand Sitaron se ziyada sajaye Aapko
Gham hota hai kya yeh pata bhi na chale
RAB zindagi mai itni khusyan de Aapko

Chand Mubarak...

Chand Mubarak Chand Raat Mubarak
Ae mere dost tujhe Eid Mubarak

May this Eid brings..

EID MUBARAK
May this Eid brings a lot of happiness in your life and
take away all your worries forever (Aameen)

Happy Eid Celebration...

A wish of Happy Eid Celebration,
Wrapped with sincerity,
Tied with care &
Sealed with a Dua to keep you & your family
Blessed.

"EID MUBARAK"

Un k darbar me jo log...

Un k darbar me jo log sadar karte hain
Har musibat se wo dur raha karte hain
Mere Aaqa ko na madine tak mehdood karo
Wo to aashiqon k seeno main raha karte hain