Jab subha uttho to Kalma Tayyaba parho
Q k Marne k baad
jab qabar mein Farishte hum se
sawaal jawab karne aayen gay
or hamen utthayen gay or pochhen gay k!
Tumhara RAB kon hy?
Tumhara DEEN kya hy?
To hum apni aadat k mutabiq Kalma Tayyaba parhte hue utthen gay.
Or Kalma Tayyaba mein he un Farishton k sawaalon k jawab mojod hen.
Lehaza khud bhi ye aadat apnao or dosron ko bhi iski taaleem do.
No comments:
Post a Comment