1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi??
2nd: Haan! missile computer se control hotay hain na
-
-
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???
No comments:
Post a Comment