Har koi chahta hai k usay Kamyabi mil Jaey
Lekin
Jab Masjid se din me 5 dafa awaz aati hai
"HAYYA ALAL FALAH"
Aao Kamyabi ki Taraf
Lekin
Koi Zehmat Nahi Karta
Jis cheez ko wo saari zindagi har jaga
talash kar raha hai, wo to khud usay apne paas
bula rahi hai.
So Please understand and Pay attention...
No comments:
Post a Comment