Ya ALLAH ham tujse mangte hain..
aisi MuAFI
jis k bad GUNAH naho,
aisì HIDAYT
jis k bad GUMRAHI naho,
aisi RAZA
jis k bad NARAZGI naho,
aisi REHMAT
jisk bad AZAB naho,
aise KAMYABI
jisk bad NAKAMI naho,
aisi IZAT
jis k bad ZILAT naho,
Ya ALLAH mujhe Dunya or AKHIRAT ki ZILLAT se bacha..
Mustaqbil k aane wale dino me sakon ATA farma
or hme inse FAIZYAB farma.....AMEEN.
No comments:
Post a Comment